Paragliding Part 2



To mujhe pata tha ke ap log ek video jo Vipin Sahu ke hai us ko pyar doga es lia maine laka aya hu aj ek aur  paragliding ka blog aasha karta hu apko ya blog acha laga ga. To chlo start karta hu aj ka blog.

To ek aur video viral ho rhi hai esma ek uncle hota hai jo paragliding ka lia manali jata hai. To video ke starting hote hai. uncle pura josh m hota hai pur jab vo haava mai hota hai jab uncle ko dar lagta hai to vo dar ko chupana ka lia ganaaa gana lagta hai jiska maadad sa vo pana daar ko camera pa chupa rha hota hai  then hum dekhta hai ke mausoom kharab hona lagta hai tab unka sath jo unka partner jata hai vo bolta hai ke stunt karna pada ga nicha jaldi utarna ka lia tab uncle ji bolta hai ke nh stunt mat karna mera paar (legs)  kaap raha hai to unka partner khata hai ke bhaiya stunt karna pada ga nh to tufan mai vo fass jae ga . Tab uncle ji bola tha stunt mat karna kyu ke mera heart fail bhi ho sakta hai aur dusra kuch bhi ho jya ga . Bhai sachi bata rha hu ya sun ka mere mu sa hasi he nh band ho rhi thi.  Back to video .

Ab unka partner unko bina bataya stunt karta hai ab uncle ji ke faat jati hai. Ap agar ya video dekho ga to apko kafi hasi aya ge.  Mai to yahi kahu ga ke video dekh apko kafi maza aya wala hai video ka link mai nicha da rha hu i hope ap video enjoy kara ga aur agar ap aur bhi paragliding funny blog ka bara mai padna chata hai to please follow kar mujhe aur bhi update pana ka lia. Aur jada information ka lia ap mere website pa bhi visit kar sakta hai. Mere web site ka bara me ap mere profile pa bhi jaka dekh sakta hai aur mujhe vha bhi follow kariya ga taki apko jaldi update mil sak


For more information visit on my website.

Website
https://hellburnspot.com/
Thank you for reading my blog

#hellburnspot #reviewjournal #moviesnearme #movies2020 #moviesourrightnow #moviesanywhere #moviescomingsoon #movietheater #reviewmoviesformoney #reviewmoviejob #themoviesreview #reviewbyrohit

No comments