Vipin sahu paragliding Review



Aj mai bat karna ja raha hu ek video ka bara mai jo kafi tazi sa viral hua hai kuch dino pahal es video main vipin sahu kullu ma paragliding karta hu dekha hai unhona kafi uchai sa paragliding kare hai. Ab mai batana ja rha hu  ke video m kya hua. Video mai Vipin Sahu kafi joss mai tha par jaise he hava mai aya to nazara kuch aur he tha vo kafi daar gya tha aur jo unka sath gya tha Jagha naam tha unka. Usa Vipin khata hai phala ke land karo par vo land karna ke koses bhi nh karta tab Vipin unho lalach data ha ke” bhai 100 rupee la la par land kara da” par tab bhi Jagha ka koe reply nh aya jab vo usa bolta hai ke” 500 rupee la  la par land kara da” tab jaka Jagha unha reply karta hai ke hai kara rha hu aur ek chez aur Vipin ka leg straight nh ho rha tha jiski wajha sa Jagha Usa mar raha tha jo kafi funny bat hai aur jab Jagha na bola ke phone sahi sa rakho video ka lia to Vipin bola bhaad mai jaya video bas land karo aur unko pata he nh chala ke unhona kya kya bol dia vaha pa unhone apna ap ko kafi galiya bhi de aur bola ke mai josh mai aya hu. Par kuch bhi kho par video dekhna mai kafi maza aya jitni bar bhi dekh lo par maaan he nh bhara ga apka dil kara ga ke dekhta he jao. To yahi tha aj ka review mere tharaf sa.

Rating- 5/5

Maine puring rating es lia diya hai ke ya video sach mai awesome hai.
Agar ya video apko dekhni hai to iska link ma apko nicha da data hu dekh sakto ho ap.


For more information visit on my website and for daily blogs

Website
https://hellburnspot.com/

 Agar apko ya blog apko acha laga to please like and follow kara aur apna pyar baniya rakha.

Thank you for reading

#hellburnspot #reviewjournal #moviesnearme #movies2020 #moviesourrightnow #moviesanywhere #moviescomingsoon #movietheater #reviewmoviesformoney #reviewmoviejob #themoviesreview #reviewbyrohit

No comments